Heart-Touching Poems In Bollywood Movies That Melt Our Souls

Bollywood movies have given us some of the most heart-touching poems ever. If you love poetry, here are some beautiful poems featured in Bollywood movies for you to read.

Rajoshi Purkait
poems bollywood

Poetry is something that touches our souls. It is the beating of a heart and the rhythm of our breaths tied into the garland of words. Poetry is profound and captures the truest of human emotions.

Bollywood has always loved poetry. Generation after generation, there have been many famous poems given to us through Bollywood movies. Here are some of the handpicked poems in Bollywood movies that touched our hearts. 

Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai - Zindagi Na Milegi Dobara

This poem from the star-studded movie is about consoling a broken heart. 

“...Yeh jo gehre sannate hai

Waqt ne sabko hi baatein hai

Thoda ghum hai sabka qissa

Thodi dhoop hai sabka hissa

Aankh teri bekaar hi nam hai

Har pal ek naya mausam hai

Kyun tu aise pal khota hai

Dil aakhir tu kyun rota hai.”

Qaidi Number 786 - Veer Zaara

This heart-melting poem is from the Shah Rukh Khan and Preity Zinta starrer. 

“...Mai qaidi no.786 jail ki salakhon se baahir dekhta hoon 

Apne gaon ke rangon mein lipti ek nayi zaara ko dekhta hoon 

Mere khwabon ko poora karti khud ke khwaab bhool chuki hai woh 

Mere logon ki saiwa karke apne logo ko chor chuki hai woh 

Uska daaman ab khushiyon se bharne ko dil karta hai 

Uske liye ek aur zindagi phir jeene ko jee karta hai…”

Jhelum Bhi Main - Haider

This poem has been recited by the legendary actor Irrfan Khan

“Darya bhi main, darakht bhi main. 

Jhelum bhi main, Chinar bhi main. 

Dair bhi hoon, haram bhi hoon. 

Shia bhi hoon, Sunni bhi hoon, main hoon pandit. 

Main tha, main hoon aur main hi rahoonga.”

Don't Miss: These 5 Javed Akhtar’s Lyrics On Love Are Perfect For Dedicating To Your Partner

Jab Tak hai Jaan - Jab Tak hai Jaan

This poem has been narrated by Shah Rukh Khan.

“Teri aankhon ki namkeen mastiyan

Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan

Teri zulfon ki lehrati angdaiyan

Nahi bhoolunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan…”

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein - Kabhi Kabhie

This Bollywood poetry is about love and loss. 

“Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati

To shadab ho bhi sakti thi.

Yeh ranj-o-gham ki siyahi jo dil pe chhayi hai

Teri nazar ki shuaon main kho bhi sakti thi.

Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hai

Ki tu nahin, tera gham teri justjoo bhi nahin…”

Don't Miss: These Famous Love Quotes By Gulzar Are Enough To Melt Your Heart

If you liked this story, stay tuned to HerZindagi for more!

Your opinion matters to us! Take a moment to fill out our reader survey, it will help us gain a better understanding of your preferences. Click here.

Disclaimer